Roman script

jab ek kaja se gujro to ek or kaja mil jati hai

marne ki ghadi milti hai agar jine ki saja mil jati hai

is dard ke bahte driya me har gham hai marhm koi nahi

har dard ka hissa milta hai hita ki mariyam koi nahi

sanso ki ijajt milti nahi jine ki raja mil jati hai

mai wakat ka mujrim hu lekin is wakat ne kya insaf kiya

jab tak jite ho jalte raho jal jao to kahna maph kiya

jal jaye jara si chingari to or hava mil jati hai

jab ek kaja se gujro to ek or kaja mil jati hai

marne ki ghadi milti hai agar jine ki saja mil jati hai

Explore this song