Roman script

ahsan nahi hota 
jab dosti hai to dosti hoti hai
or dosto me koi ahsan nahi hota
jab dosti hai 
jab dosti hai to dosti hoti hai
or dosto me koi ahsan nahi hota
jab dosti hoti hai 
are jal bin tadpat machhli
jaise nal bin tadpe pani
are jal bin tadpat machhli
jaise nal bin tadpe pani
are jal bin tadpat machhli
jaise nal bin tadpe pani
are saf pani bina chalte 
snan nahi hota
jab dosti hai to dosti hoti hai
or dosto me koi ahsan nahi hota
jab dosti hoti hai 
ye pancho ki panchayat jo soche sahi hoga
hum pandaw hai bharat ke jo kah de wahi hoga
ye pancho ki panchayat jo soche sahi hoga
hum pandaw hai bharat ke jo kah de wahi hoga
oye jam ke khidma du
dudh ka dahi hoga to dudh ka dahi hoga
meera ke parbhu kahat kabira
jiwan kaj karam kashtira
meera ke parbhi kahat kabira
jiwan kaj karam kashtira
aur kashat bina ye jiwan aasan nahi hota
jab dosti hai to dosti hoti hai
or dosto me koi ahsan nahi hota
jab dosti hoti hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Balbir, Ghulam Mohammad, Hemant Kumar, Manna Dey