Roman script

jab do pathar takrayenge to kya hoga niklega angara

jab do badal takrayenge kya hoga pani ki niklegi dhara

jab do dil takrayenge to kya hoga pyar hoga pyar hoga

kab hoga milan ye apna  are mujhe kya pata

kab hoga sach ye sapna  thoda sabar karo

hai kab tak hame tadapna hai kab tak hame tarasna

kab hoga milan ye apna kab hoga sach ye sapna 

hai kab tak hame tadapna hai kab tak hame tarasna

milne ki bekarari hai pyar se bhi pyari

tan ki ye chah kaisi mannate ho jab tumhari

jab do dil takrayenge to kya hoga pyar hoga pyar hoga

jab do pathar takrayenge to kya hoga niklega angara

jab do badal takrayenge kya hoga pani ki niklegi dhara

ab duri sahi na jaye nahi nahi pas na aana

chune ko dil lalchaye uff dekho chuna nahi aaye

barkha bhi agan laagye ye pyas to badhti jaye

ab duri sahi na jaye chune ko dil lalchaye

barkha bhi agan laagye ye pyas to badhti jaye

ye pyas jo badhegi ruswa hame karegi

ye aag jo badhegi sima hi tod degi

jab do dil takrayenge to kya hoga pyar hoga pyar hoga

jab do pathar takrayenge to kya hoga niklega angara

jab do badal takrayenge kya hoga pani ki niklegi dhara

Explore this song