Roman script

hey hey hey hey hey hey hey hey

hey hey hey hey hey hey hey hey

jab dil mile dilon ko kya mila

jab dil mile dilon ko kya mila

mere dil se poochh zara

tere dil ne hai mere dil se kaha

tere dil ne hai mere dil se kaha

hum dono ko pyaar mila

jab dil mile dilon ko kya mila

jab dil mile dilon ko kya mila

humse ab log roothe ki chaahe mane

humko parwaah nahin jo bhi baatein bane

humse ab log roothe ki chaahe mane

humko parwaah nahin jo bhi baatein bane

pyaar ki raah par hum rawaana huye

tez hai yeh kadam tez hain dhadkanein

dhadkan ka hai jo saara silsila

dhadkan ka hai jo saara silsila

mere dil se poochh zara

dhadkan ne hai yeh dhadkan se kaha

dhadkan ne hai yeh dhadkan se kaha

hum dono ko pyaar mila

jab dil mile dilon ko kya mila

jab dil mile dilon ko kya mila

na na na na na na na na na na

na na na na na na na

na na na na na na na na na na

na na na na na na na aah

jab se hain teri baahon mein baahein meri

kitni aasaan lagti hain raahein meri

jab se hain teri baahon mein baahein meri

kitni aasaan lagti hain raahein meri

kitni khoyi si hain, kitni hairaan hain

yeh nigaahein teri yeh nigaahein meri

aankhon ne hai jo aankhon se kaha

aankhon ne hai jo aankhon se kaha

mere dil se poochh zara

chupke se hai nigaahon ne kaha

chupke se hai nigaahon ne kaha

hum dono ko pyaar mila

jab dil mile dilon ko kya mila

jab dil mile dilon ko kya mila

mere dil se poochh zara

na na na na na, na na na na na

la la la la la la la la la

na na na na na, na na na na na

la la la la la la la la la

Explore this song