Roman script

aaj ki raat jo hona hai hone de 

koi to baat hai everybody wants you 

aaj ki raat jo hona hai hone de 

koi to baat hai everybody wants you 

tera suroor main aur jaam tu 

tera fitoor main shaitaan tu 

tera ishq mujhpe bhi chhaya hai 

na tujhse koi bach paya hai 

teri nazar chhule jise bas wo tera ban jaye

jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 

jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 

mujhse tum takrana na jaan ke jaan gawana na 

mujhse tum takrana na jaan ke jaan gawana na 

mera badan pighla sona jaan bhi jaye khabar ho na 

ye masti hai nahi sasti dilwala hi boli lagaye 

jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 

aaj ki raat jo hona hai hone de 

koi to baat hai everybody wants you 

phulon ki narmi hun main sholon ki garmi hun main 

phulon ki narmi hun main sholon ki garmi hun main 

toofanon si halchal hun hawaon ka anchal hun main

jo dhunde wo paye, fir bhi haath na aaye 

jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 

kabhi main dard jagati hun kabhi main zakhm mitati hun 

kabhi main dard jagati hun kabhi main zakhm mitati hun 

kabhi raaz chhupati hun 

kabhi main khud hi raaz ban jaati hun 

dil toote ya saath chhute, fir bhi tu pichhe aaye 

jab chhaye mera jadu, koi bach na paye

Explore this song