Roman script

jab chhaye mera jaadu

koi bach na paye haye 

jab chhaye mera jaadu

koi bach na paye haye 

phulo ki narmi hu mein 

sholo ki garmi hu mein 

phulo ki narmi hu mein 

sholo ki garmi hu mein 

tufano ki halchal hu mein 

hawao ka aanchal hu mein jo dhudhe wo paye 

phir bhi hath na aaye haye

jab chhaye mera jaadu 

koi bach na paye haye 

mujh se tum takrana na 

aake yahan pachhtana na 

mujh se tum takrana na 

aake yahan pachhtana na 

mera badan pighala sona 

jaan bhi jaye khabar ho na 

ye masti ye masti ho nahi sasti 

dil wala hi boli lagay 

jab chhaye mera jaadu 

koi bach na paye haye

Explore this song