Roman script

are ho ramavtar hey ramdular

are ramadhar

are aa gawa ho ghar se taar

aaj to khul gawa hai humar taqdeer ka taala

ka baat ho laala

are gaadi chadh gayi hai humar gauriwala

to kya hua are ka hua

jab ayihe wo gaanv se humar gauriwala

o humar gauriwala

jab ayihe wo gaanv se humar gauriwala

o humar gauriwala

ae bina bijli ke, bina bijli ke

bina bijli ke huyi jayihe kholi me ujala

jab ayihe wo gaanv se humar gauriwala

humar gauriwala, humar gauriwala

bharpur uski jawani ka halla

jawani ka halla

are bharpur uski jawani ka halla

are dekhan ko ha ha dekhan ko

tarsega sara mouhalla, sara mouhalla

koi dekhe na, na na koi taake na, na na

koi dekhe na, koi taake na, koi jhanke na

hum bahar jab jhaiye laga jhaiye taala

jab ayihe wo gaanv se humar gauriwala

o humar gauriwala

ae jab ayihe wo gaanv se humar gauriwala

o humar gauriwala, ho humar gauriwala

ae suno re suno ka baat hai

ae suno re suno

are jhuth hai ya sach hai ye sochke suno

bhai kya baat hai

jab jayega shehar se gauri ka gharwala

kya samjhe

o jab jayega shehar se gauri ka gharwala

bina bijli ke

o bina bijli ke gaanv me ho jayega ujala

jab jayega shehar se gauri ka gharwala

gauri ka gharwala ha gauri ka gharwala

hey hey hey hey

ae chhod banaras allahbad

kyu aa gaye bambai puna

are kya kare

aa chhod banaras allahbad

kyu aa gaye bambai puna

kheti baadi chhodi kaahe

gaanv kiya kyu suna

jab koyla pahuchana tha ghar ghar

jab dudh liye firna tha dar dar

yaha paan pe lagaoge chuna

bhai baat to sach hai

o yaha paan pe lagaoge chuna

karo kheti kamao waha duna

tum jo chahoge ha ha wahi paaoge ha ha

tum jo chahoge wahi paaoge muskaoge

degi sab kuch wo mitti

jis mitti ne pala

jab jayega shehar se gauri ka gharwala

gauri ka gharwala 

jayega shehar se gauri ka gharwala

gauri ka gharwala 

hey ho

ae dekho re dekho ye hai karman ke khel

ha ha karman ke khel

ha dekho re dekho ye hai karman ke khel

jinki mitti me sona beche mitti ka tel

beche mitti ka tel

tum agar jan to farz apna

desh ka saccha ho jaye sapna

desh ka saccha ho jaye sapna

ae jod lo apni hal se jo yaari

hal ho jaye ye mushkil sari

dharti gayegi ha ha lahrayegi ha ha

dharti gayegi lahrayegi muskayegi

hal ki noko se khul jaiyo kismat ka taala

hey jab aayega shehar se gauri ka gharwala

gauri ka gharwala

jab jayega shehar se gauri ka gharwala

gauri ka gharwala

bina bijli ke chakai chak dum

o bina bijli ke gaanv me ho jayega ujala

jab jayega shehar se gauri ka gharwala

gauri ka gharwala 

ha gauri ka gharwala ha gauri ka gharwala

Explore this song