Roman script

jab aaungi unt ke mai sath aaungi

jab jaungi unt ke mai sath jaungi

untwali se jo karo yari more raja 

ai untwali se jo karo yari more raja 

tyari karo more raja

toh uncha karo ghar ka darwaja

toh uncha karo ghar ka darwaja

ai untwali se jo karo yari more raja 

tyari karo more raja

toh uncha karo ghar ka darwaja

ha uncha karo ghar ka darwaja

kaise tere pas mai aau apni ankhiya miche

kaise tere pas mai aau apni ankhiya miche

mai toh pehle shadi karungi

o mai toh pehle shadi karungi, pyar karungi pichhe

doli hai naa barati, na band hai na baja

ai untwali se jo karo yari more raja 

tyari karo more raja

toh uncha karo ghar ka darwaja

ha uncha karo ghar ka darwaja

hontho pe hain khali bate jeb me dam nahi hai

jaisa uncha nam suna tha waisa kam nahi hai

hontho pe hain khali bate jeb me dam nahi hai

jaisa uncha nam suna tha waisa kam nahi hai

meraa dil lega koyi raja maharaja

untwali se jo karo yari more raja 

tyari karo more raja

toh uncha karo ghar ka darwaja

ha uncha karo ghar ka darwaja

pyar me yeh dil vil dene ki ho gayi rit purani

mujhko apni jan tu de de 

mujhko apni jan tu de de o mere dilabar jani

aa gaya waqt teraa josh me tu aaja

untwali se jo karo yari more raja 

tyari karo more raja

toh uncha karo ghar ka darwaja

ha uncha karo ghar ka darwaja

Explore this song