Roman script

chahe wo ho sharab ya ki khuda 

kisko chhodu kise mai apnau

raaste do hai ek hai manjil 

saaqi tu hi bata kidhar jau

jaaye to kaha jaaye saaqi tera diwana 

jaaye to kaha jaaye saaqi tera diwana 

jaaye to kaha jaaye saaqi tera diwana 

is mod pe masjid hai us mod pe maikhana

jaaye to kaha  jaye saaqi tera diwana

is mod pe masjid hai us mod pe maikhana

jaaye to kahan  jaye saaqi tera diwana

main teri judaai me rah rah ke jala kaise 

mai teri judaai main rah rah ke jala kaise 

aa chandni raato mein sun le mera afsana

aa chandni raato mein sun le mera afsana

is mod pe masjid hai us mod pe maikhana

jaaye to kaha  jaye saaqi tera diwana

mousam ka maza lena aadat hai hamesha ki

mousam ka maza lena aadat hai hamesha ki

sikha hi nahi humne barsat mein ghar jana 

sikha hi nahi humne barsat mein ghar jana

is mod pe masjid hai is mod pe masjid hai

us mod pe maikhana jaaye to kaha jaye

saaqi tera diwana

hum ishq ke bando ki

har baat hai nirali hai 

hum ishq ke bando 

ki har baat hai nirali hai 

ankho me jahannum hai 

seene mei parikhana

ankho mei jahannum hai 

seene mei parikhana

is mod pe masjid hai us mod pe maikhana

jaaye to kaha  jaye saaqi tera diwana

bekar ki baton mein ye 

shab na guzar jaye

bekar ki baton mein ye 

shab na guzar jaye

ye vasla ki ghadiya hai 

ab chhodh bhi sharmana

ye vasla ki ghadiya hai 

ab chhodh bhi sharmana

is mod pe masjid hai us mod pe maikhana

jaaye to kaha  jaye saaqi tera diwana

Explore this song