Roman script

jaate ho to jaao par jaaoge kahaan

baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan 

jaate ho to jaao par jaaoge kahaan

baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan 

aaye hai dur se milne hazur se

hamko sazaa na do ji dil ke qasur se 

aaye hai dur se milne hazur se

hamko sazaa na do ji dil ke qasur se 

aadhi hai raat abhi

baaki hai baat abhi

chhodo na saath abhi

baabu ji jaate ho kahaan

jaate ho to jaao par jaaoge kahaan

baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan

jaate ho to jaao par jaaoge kahaan

baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan

dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke

baithe hai der se ji raste me pyaar ke

dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke

baithe hai der se ji raste me pyaar ke

thodi si chaah de do

sine me raah de do

dil ko panaah de do

baabu ji jaate ho kahaan

jaate ho to jaao par jaaoge kahaan

baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan

jaate ho to jaao par jaaoge kahaan

baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan

Explore this song