Roman script

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

ke ek ladki duniya me hai

jo de sakti hai tumpe jaan

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

ke ek ladki duniya me hai

jo de sakti hai tumpe jaan

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

jage soye arman, pyar ki ek aawaz par

sina chir ke apna 

dil tumhe dedu kah do agar

jage soye arman, pyar ki ek aawaz par

sina chir ke apna 

dil tumhe dedu kah do agar

apne lahu se likhu, pyar ki ye dasta

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

ke ek ladka duniya me hai

jo de sakta hai tumpe jaan

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

tum bhi jante ho, sach to ye hai mere sanam

mai bhi tum bhi adhure, pure hai jab sath hum

tum bhi jante ho, sach to ye hai mere sanam

mai bhi tum bhi adhure, pure hai jab sath hum

mai hu tumhari jami, tum ho mere aasma

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

ke ek ladki duniya me hai

jo de sakti hai tumpe jaan

ke ek ladka duniya me hai

jo de sakta hai tumpe jaan

jaao tum chahe jaha, yad karoge waha

tum ho ajnabi, to lagte ho fir apne kyu

tumko dekh ke aankhe 

dekh rahi hai sapne kyu

tum ho ajnabi, to lagte ho fir apne kyu

tumko dekh ke aankhe 

dekh rahi hai sapne kyu

itne ho khamosh kyu 

tum bhi to ho bejuba

Explore this song