Roman script

jao logo jao koi police ko bulao

jao logo jao koi police ko bulao

meri jan chhudao sar kha gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

jao logo jao koi police ko bulao

jao logo jao koi police ko bulao

meri jan chhudao sar kha gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

mai or isse pyar karu chhi chhi chhi

are mai or isse pyar karu, ye or mera bane mahbub

isse to ye achchha hai, mai dariya me jau dub 

mai dariya me jau dub

is bandar ko dekh ke mera dil ghabra gaya

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

jao logo jao koi police ko bulao

jao logo jao koi police ko bulao

meri jan chhudao sar kha gaya

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

dil kya aise pagal ko to gaali bhi na mile 

gaali bhi na mile

dil kya aise pagal ko to gaali bhi na mile

meri si gori to kya koi kaali bhi na mile

koi kaali bhi na mile

mujhko iske pyar pe kitna gussa aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

jao logo jao koi police ko bulao

jao logo jao koi police ko bulao

meri jan chhudao sar kha gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya 

kisi pagal khane se ek pagal aa gaya

Explore this song