Roman script

jane wale lout ke aana lout ke aana jane wale

jane wale lout ke aana lout ke aana jane wale

chand ka chehra fika pad gaya

aana aakr fir chamkana jane wale

gam ki ghataye gehri gehri 

aaj hawa bhi thehri thehri

sans fiza ki dhimi dhimi 

ankh humari bhigi bhigi

madham tare ashk humare

in ashko ka bhag jagana

jane wale lout ke aana

lout ke aana jane wale

chand ka chehra fika pad gaya

aana aakr fir chamkana jane wale

dil ki tamanna dubi dubi

pyar ki mehfil suni suni

nind humari ruthi ruhti 

rehne lagi hu khoi khoi

gum sum hote ban gaye shole

in sholo me phool khilana

jane wale lout ke aana

lout ke aana jane wale

chand ka chehra fika pad gaya

aana aakr fir chamkana jane wale

Explore this song