Roman script

sajan ghar aana tha sajan ghar aaye hai

sajan ghar aana tha sajan ghar aaye hai

piya mann bhana tha piya mann bhaaye hai

har khushi hai ab tumhari mujhe de do gam

jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman 

sajan ghar aana tha sajan ghar aaye tum

piya mann bhana tha piya mann bhaaye tum

har khushi hai ab tumhari mujhe de do gam

jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman 

zindagi mein aaye tum chaahaton ke raste 

zindagi mein aaye tum chaahaton ke raste

kaash yeh raste sanam kat jaaye haste haste 

sone dildara tere pyar to main vaariyaan

meri ya duvaawa tainu lag jaave saariyaan

chaand ho tum chaandani se bheega jaaye mann

jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman 

khwaabon ke iss ghar ki sair kare o rabba 

khwaabon ke iss ghar ki sair kare o rabba 

dur talai kalash aur bair kare o rabba

naaz se bade maine kari hai tayyariya

din raat pyar diya nazara utaariya

yeh mohabbat hai ibaadat kabhi ho na kam

jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman 

aaghosh mein meri zulf sanwari teri

chahat ke rangon se main maang saja du teri

maahiya ve aaj mainu aaive kyon ae lagda

aashiq je sachha hove roop honda rab da

ham yahaan hai tum yahaan ho hone do milan

jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman

Explore this song