Roman script

janeman janeja sun meri dasta 

janeman janeja sun meri dasta 

jab se dekha tumhe dil ka hai ye sama 

jindgi ki kasam ashiki ki kasam 

har khushi ki kasam har kisi ki kasam 

tere bin jo jiye vo bada bewfa 

pahle najre mili fir ye dil mil gaye 

dil ke andar kahi phul se khil gaye 

na maine kiya na tune kiya magar pyar ho hi gya 

na maine diya na tune diya magar dil tha kho hi gya 

jindgi ki kasam ashiki ki kasam 

har khushi ki kasam har kisi ki kasam 

tere bin jo jiye vo bada bewfa 

janeman janeja sun meri dasta 

jab se dekha tumhe dil ka hai ye sama 

maine wada kiya jaan ko de diya 

naam rab ka liya yaad tujhko kiya 

tere pyar me teri yaad me mera haal ye ho gya 

kaha manjile kaha raste tujhe pa ke mai kho gya 

jindgi ki kasam ashiki ki kasam 

har khushi ki kasam har kisi ki kasam 

tere bin jo jiye vo bada bewfa 

janeman janeja sun meri dasta 

jab se dekha tumhe dil ka hai ye sama

Explore this song