Roman script

khamoshi aashiko ki hai juba

aankho se ho jaati hai ye baya

yun chupke se pyaar ho gaya

o jaaneja, o jaaneja

khamoshi aashiko ki hai juba

aankho se ho jaati hai ye baya

yun chupke se pyaar ho gaya

o jaaneja, o jaaneja

o jaaneja, o jaaneja

o jaaneja

raahe dil ki raahe, manzil ko chalne lagi

raate meri raate, din me badalne lagi

raahe dil ki raahe, manzil ko chalne lagi

raate meri raate, din me badalne lagi

tu hi meri hai aashiqi 

tu hi meri diwaangi

tu hi meri hai jindgi o jaaneja

khamoshi aashiko ki hai juba

aankho se ho jaati hai ye baya

yun chupke se pyaar ho gaya

o jaaneja, o jaaneja

gaate man ye gaate, teri hi baate kare

baate man ki baate

man tak na pahuche tere

gaate man ye gaate, teri hi baate kare

baate man ki baate

man tak na pahuche tere

kaisi hai ye jaadugiri

dil me nayi hasrat jagi

saazo se hai ab dosti o jaaneja

khamoshi aashiko ki hai juba

aankho se ho jaati hai ye baya

yun chupke se pyaar ho gaya

o jaaneja, o jaaneja

khamoshi aashiko ki hai juba

aankho se ho jaati hai ye baya

yun chupke se pyaar ho gaya

o jaaneja, o jaaneja

Explore this song