Roman script

jaane tere shehar ka kya iraada hai

aasmaan kam, parindey zyada hain

jaane tere shehar ka kya irada hai

khushi ka hissa, gham ka hissa

ghoont ka hissa, dum ka hissa

zakhm aur marham ka hissa

dil-farosi ka ye qissa

jaane tera ishq bhi, kya tamasha hai

jaane tera ishq bhi, kya tamasha hai

raat ko mulzim, din mein khuda saa hai

jaane tere shehar ka kya iraada hai

jaane hum pe kaun si aisi tohmat hai

samajh na paayein aib hai yaa ye aadat hai

malmal mein lipte hain, phir bhi bikhre hain

bas ye jaam humara hai, hum iske hain

yun toh mera dard hi ik dawa saa hai

yun toh mera dard hi ik dawa saa hai

har ghadi zinda har din naya saa hai

jaane tere shehar ka kya iraada hai

Explore this song