Roman script

jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya

pahli nazar me dil gaya ha mujhko pyar ho gaya

ye kya hua kaise hua main janu na tu bata

jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya

pahli nazar me dil gaya mujhko bhi pyar ho gaya

hum bade hi pak dil hai ye na dokha khayiye

ched ke hamko pyas dil ki yu na bhadkayiye

tauba kahi ye hamare hoth, tauba kahi ye hamare hoth

chum na lo kahi jhum ke tum

jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya

pahli nazar me dil gaya mujhko bhi pyar ho gaya

sham dhali to apne tan se tumko mahkana bhi hai

subah se pahle chup chupake ghar ko jana bhi hai

jane ko hai saari raat padi, jane ko hai saari raat padi

lipte raho abhi pyar se tum

jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya

ye kya hua kaise hua main janu na tu bata

jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya

ye kya hua kaise hua main janu na tu bata

Explore this song