Roman script
mera dil tumko mere dil ki tamana tumko mujhko duniya se garaz kya meri duniya tum ho jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwar hai hi iman allah habibi hi iman allah habibi jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwar hai hi iman allah habibi hi iman allah habibi sathi tum ho manjil tum ho meri jaan mera dil tum ho pyar to tumse hona hi tha kyuki pyar ke kabil tum ho meri kismat tune badal di mujhko bhi ikrar hai pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai hi iman allah habibi hi iman allah habibi pyar ne mera husn sawara mujhko apna kah ke pukara aakhir dam tak yaad rahega mujhko har ehsan tumhara jane wafa ab bujh na sakegi mujhko etbar hai pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai hi iman allah habibi hi iman allah jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai hi iman allah habibi hi iman allah habibi
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Saat Sawal (1971)
- Composer: Lala Sattar
- Lyricist: Farooq Qaisar
- Lyricist: Asad Bhopali
- Actor: Nawal Kumar
- Actor: Heena Kumari
- Actor: Shyam Kumar
- Actor: Johny Whiskey
- Actor: Sujata
- Actor: Manhar Desai
- Actor: Rupali
Song video
singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
lyricist: Farooq Qaisar, Asad Bhopali