Roman script

jaane kyun kabhi kabhi na jaane kyun 

dil jo chahta hai wo pura nahi hota jaane kyu 

kabhi kabhi na jaane kyun

dil jo chahta hai wo pura nahi hota jaane kyu 

fir bhi hame fir bhi hame 

ek aas lagi huyi hai anjaani si 

jaane kyun kabhi kabhi na jaane kyun 

dil jo chahta hai wo pura nahi hota jaane kyu 

jaane kyun kabhi kabhi na jaane kyun 

raahe wahi hoti hain manjil nahi milti jaane kyun 

ek baar ek baar jo raahe bichad jaye 

to mil na sakenge

jaane kyun kabhi kabhi na jaane kyun 

dil jo chahta hai wo pura nahi hota jaane kyu 

honto pe hansi hoti hai rota hai dil jaane kyu 

tute jo tute khawab jo dekhe ho aankho ne

fir na judenge

jaane kyun kabhi kabhi na jaane kyun 

dil jo chahta hai wo pura nahi hota jaane kyu

Explore this song