Roman script

jaane kyo lagta hai 
tu hai sanam, mere liye 
jaane kya hota hai 
dil me sanam, tere liye 
jaane kyo lagta hai 
tu hai sanam, mere liye, mere liye 
guzre lamho ke kafile 
na ruke na wo chale 
guzre lamho ke kafile 
na ruke na wo chale 
tanha hawo ke wo diye 
jal uthe aaj tere liye 
jaane kyo lagta hai
jaane kyo lagta hai  
tu hai sanam, mere liye
garm sansein ye teri 
jaan le lein na meri 
garm sansein ye teri 
jaan le lein na meri 
zismo jaa ki ye agan 
aa bujha de, mere sanam 
jaane kyo lagta hai
jaane kyo lagta hai  
tu hai sanam, mere liye
jaane kya hota hai 
dil me sanam, tere liye

Song details