Roman script

aa aa aa aa 

jaane kya haal ho, kl shishe ka paimaane ka 

jaane kya haal ho, kl shishe ka paimaane ka 

aaj dar chhod chala hain, koi maikhane ka 

jane kya haal ho 

haath tharrane lage, jaam gira tut gaya 

haath tharrane lage, jaam gira tut gaya 

ye koi vaqt naa, aapke yaad aane ka 

ye koi vaqt naa, aapke yaad aane ka 

jane kya haal ho 

fir naa sharmaoge tum, apni kahani usnke 

fir naa sharmaoge tum, apni kahani usnke 

dard thoda sa mila lo mere afsaane ka 

dard thoda sa mila lo mere afsaane ka 

jane kya haal ho 

bevafai ka gila sunke hansi aati hain 

bevafai ka gila sunke hansi aati hain 

dhundiye aur bahana koi tadapane ka

dhundiye aur bahana koi tadapane ka  

jaane kya haal ho, kal shishe ka paimaane ka 

aaj dar chhod chala hain, koi maikhane ka 

jane kya haal ho

Explore this song