Roman script

jaane kaun thi hasina jisne mere dil chhina 

koi jadugar thi wo usko takta rah gaya

jaane kaun tha deewana le gaya dil mera anjana

koi jadugar tha wo usko takati rah gayi ho 

jane kaun tha deewana ho jaane kaun thi hasina

surmay jaisi shyam thi taaro mein wo chand thi 

baago mein bahaar thi ladki wo gumnaam thi 

banke dil pe barsi pyaar jaise saavan ka mahina 

jaane kaun thi hasina ho jaane kaun tha deewana

koi jadugar thi wo usko takta rah gaya

jaane kaun thi hasina ho jaane kaun tha deewana

thoda sa pagal tha wo aawara baadal tha 

aankho mein saja lu main pyara sa kajal tha vo

aise dil mein bas gaya wo jaise anguthi mein nagina

jaane kaun tha deewana ho jaane kaun thi hasina

koi jadugar tha wo usko takati rah gayi ho 

jane kaun tha deewana ho jaane kaun thi hasina

kali thi anaar ki surat thi wo pyaar ki 

kudarat se paa ke aajadi rab ka wo didaar thi 

tujhko laakho hai salam saajan tera hai shukrana

jaane kaun thi hasina ho jaane kaun tha deewana

koi jadugar thi wo usko takta rah gaya

jaane kaun thi hasina ho jaane kaun tha deewana

jaane kaun thi hasina ho jaane kaun tha deewana

Explore this song