Roman script

jane kaisi pasand rakhta hai
jane kaisi pasand rakhta hai
apni palake woh band rakhta hai
jane kaisi pasand rakhta hai
apni palke woh band rakhta hai
jane kaisi pasand rakhta hai
mara jayega ek din yu hi
mara jayega ek din yu hi
kyun dile dard mand rakhta hai
kyun dile dard mand rakhta hai
apni palke woh banh rakhta hai
jane kaisi pasand rakhta hai
saath wale khafa khafa se hain
saath wale khafa khafa se hain
kyun irade buland rakhta hai
kyun irade buland rakhta hai
apni palke wo banh rakhta hai
jane kaisi pasand rakhta hai
log dusman huye hain usake nijham
log dusman huye hain usake nijham
dil mein ummid 
dil mein ummid chand rakhta hai
apni palake woh banh rakhta hai
jane kaisi pasand rakhta hai
jane kaisi pasand rakhta hai

Song details

Song video

Watch on YouTube