Roman script

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

jagi jagi ankhiyo ke sapno mein

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

jamuna kinare 

jamuna kinare kabhi bhigi bhigi choli me 

sawre ke sang kabhi

sanwre ke sang kabhi gopiyo ki toli me

kaha kaha pucha hai kaha kaha dhoondha hai

kaha dekha hai tumhe

jagi jagi ankhiyo ke sapno me

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

ravi ke kinare jaha heer ki saheliya

puchti hai ranjhe wali pyar ki paheliya

kaha kaha pucha hai kaha kaha dhoondha hai

kaha dekha hai tumhe 

jagi jagi ankhiyo ke sapno mein

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

nil ke kinare

nil ke kinare kabhi sham ke ujalo mein

jhule ka pukara

jhule ka pukara hai tumko khyalo mein

kaha kaha puchha hai kaha kaha dhoondha hai

kaha dekha hai tumhe 

jagi jagi ankhiyo ke sapno mein

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

Explore this song