Roman script

jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera 

arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera 

behki nazar chha raha hai nasha dekhe na koi sambhalo jara 

tu jo meri hai to fir janeman dunia ka gam khaye meri bala

tu jo meri hai to fir janeman dunia ka gam khaye meri bala

jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera 

arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera 

tu hi mere pyar ka saz hai teri wafa par mujhe naz hai 

nikali jo teri labo se sanam ye to mere dil ki awaz hai 

nikali jo teri labo se sanam ye to mere dil ki awaz hai 

jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera 

arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera 

jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera 

arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera

Explore this song