Roman script

hum ban gaye dard ki dastaan tum kya gaye jindagi se 

baki hain khwaabon ki parchhaiyan tum kya gaye jindagi se 

jane jana jane jana 

aise mein hum kisko pukare jane jana jane jana 

kisko pukare tum hi batao zara 

kiski khata kisko pata ye kya hua 

socho agar kya kya kahe kya na kahe 

jaage hain dil kyu raat bhar jane jana jane jana aise mein hum kisko pukare jane jana jane jana 

kisko pukare tum hi batao zara 

thahra hua sa lage kaarwa tum kya gaye jindagi se 

bikhara hua hain ye gahra dhuaan tum kya gaye jindagi se 

har mod pe dil tod ke jate hain kyu apne sabhi 

ye jindagi gham ya khushi hota ahsaas nahi 

jane jana jane jana 

aise mein hum kisko pukare jane jana jane jana 

kisko pukare tum hi batao zara 

kitna paraya lage ye jahan tum kya gaye jindagi se 

har pal rulati hain tanhaiyaan tum kya gaye jindagi se

Explore this song