Roman script
pahra hai, yaado ka pahra hai chaaro taraf hi mere todu mai, kaise inhe todu mai bandhan bandhe hai tere tere bin hai zindagi meri thami thami hoti hai mehsus pal pal teri ab kami kismat me tu nahi shayad ye bhi mujhe pata hai ye baat aur hai ke dil tujhko dhundhata hai samjhana hai khud ko yahi agar tu nahi to yaade sahi dil keh raha dhadkunga mai aur tere waaste tadpunga mai jaanam meri jaanam jaanam meri jaanam
Explore this song
- Singer: Shaan
- Film / album: Kudiyon Ka Hai Zamana (2007)
- Composer: Iqbal Darbar, Yasin Darbar
- Lyricist: A. M. Turaz
- Actor: Ashmit Patel
- Actor: Rekha
- Actor: Mahima Choudhary
- Actor: Vasundhara Das
- Actor: Kim Sharma
- Actor: Ashwin Mushran
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Nikhil Chinnappa
- Actor: Kabir Sadanand