Roman script

o ho ho ae

jaanam jana na, jaanam jana na

jaanam jana na tum

na hona khafa, na hona juda

tanha mujhe na chhodna

yu dil todke, yu munh modke

na jana kabhi mujhe chhodke tum 

jaanam jana na, jaanam jana na

jaanam jana na tum

ye ishq chhaya hai banke nasha

jaane mujhe kya ho gaya

dekho jara tum dil me mere

pyar ye tumse karne laga

dil baar baar bas ye kahe

hoti hai kyu majburiya

jo dur humse, tum jo huye

sah na sakenge ye duriya hum

jaanam jana na, jaanam jana na

jaanam jana na tum

khamosh kyu ho kuch to bolo

dekho na aise lab to kholo

hum pe sitam na aise karo

chaho agar to meri jaan lo

hairan kyu hai dil ye tera

chahta hai tumhe bas dil mera

tum sath do jo jee lunga main

tanha jeeyu itna nahi dum

jaanam jana na, jaanam jana na

jaanam jana na tum

Explore this song