Roman script

jaana tune jaana nahi tu koi begana nahi 
tu hi to hai mera apna haye la
teri kasam main kya kahu ke tujhko main chaahu kitna haye la
jaana tune jaana nahi tu koi begana nahi 
tu hi to hai mera apna haye la
teri kasam main kya kahu ke tujhko main chaahu kitna haye la
allah allah ye huwa kya dekhti ho is najarse 
aaj suraj ye kidhar se yu nikal pada 
main to yu hi ban rahi thi varna tujhpe pahle din hi 
sunke teri chikni baate dil fisal pada 
allah allah ye huwa kya dekhti ho is najar se 
aaj suraj ye kidhar se yu nikal pada 
main to yu hi ban rahi thi varna tujhpe pahle din hi 
sunke teri chikni baate dil fisal pada 
pyari pyari pyari ye baate hai tumhari 
ke apna yahi tha sapna 
pyari pyari pyari ye baate hai tumhari 
ke apna yahi tha sapna 
jaana tune jaana nahi tu koi begana nahi 
tu hi to hai mera apna
teri kasam main kya kahu ke tujhko main chaahu kitna
jaana tune jaana nahi tu koi begana nahi tu hi to hai mera apna
teri kasam main kya kahu ke tujhko main chaahu kitna
dekh jalim haal mera mere gesu mera chehra 
tere bin hai sab andhera haye kya karu 
dekh jalim haal mera mere gesu mera chehra 
tere bin hai sab andhera haye kya karu 
are pyari pyari pyari ye baate hai tumhari ke apna yahi tha sapna 
pyari pyari pyari ye baate hai tumhari ke apna yahi tha sapna 
jaana tune jaana nahi tu koi begana nahi tu hi to hai mera apna
teri kasam main kya kahu ke tujhko main chaahu kitna
jaana tune jaana nahi tu koi begana 
nahi tu hi to hai mera apna haye la 
teri kasam main kya kahu ke tujhko main chaahu kitna
bandhu bol bandhu bol mera kya banega haal 
tujhko to chidiya mil gayi sone ki chidiya mil gayi
teri to ban gayi yaara reh gaya main kuvaara 
reh gaya main kuvaara main kuvaara main kuvaara 
tujhko to chidiya mil gayi haye sone ki chidiya mil gayi
sone ki chidiya mil gayi sone ki chidiya mil gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Abhijeet, Debashish Roy, Behroz Chatterjee