Roman script

jaan pehchaan to pehle se thi 
aaj tujhe dil ne pehchaana
aisa kuch aaya tujhme nazar 
dil mera ho gaya deewaana
jaan pehchaan to pehle se thi 
aaj tujhe dil ne pehchaana
aisa kuch aaya tujhme nazar 
dil mera ho gaya deewaana
jaan pehchaan to pehle se thi 
aaj tujhe dil ne pehchaana
yun to mile hai kayi deewaane 
apna maine tujhiko maana
chalte chalte aise raste pe aa gaye hai
manzil ka ab dar nahi de de sahaara mujhko 
apni jawa baahon ka le chal tu chaahe kahin
preet ki reet yeh hoti hai ek begaane ko apnaana
yun to mile hai kayi deewaane 
apna maine tujhiko maana
haan jivan ka saath hai yeh 
yun hi nibhaayenge hum
tu tha jahaan main wahaan
ho milke basaayenge itne bade 
jahaan mein chhota sa apna jahaan
ho pyaar hi pyaar se bhar denge 
jindgaani ka afsaana
aisa kuchh aaya tujhme najar 
dil mera ho gaya deewaana
jaan pehchaan to pehle se thi 
aaj tujhe dil ne pehchaana

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar