Roman script

na maaregi deewangi meri

na maaregi aawargi meri

ki maaregi zyada mujhe

maut se narazagi teri

kyu itna hua hai tu khafa

hai zid kis baat ki teri

ki maaregi zyada mujhe

maut se narazagi teri

jaan nisaar hai jaan nisaar

tere pyaar pe mere yaar

jaan nisaar hai oho oho

duniya jamaane se rishte mitaye hai

tujhse hi yaari hai hamari ek baar to aa

ho maine nibhaya hai kar ke dikhaya hai

le teri baari ek vaari tu bhi pyaar nibha

tu bhi pyaar nibha o yaara

teri berukhi se hai badi

umar intezaar ki meri

ki maaregi zyada mujhe

maut se narazagi teri

kyu itna hua hai tu khafa

hai zid kis baat ki teri

ki maaregi zyada mujhe

maut se narazagi teri

jaan nisaar hai jaan nisaar

tere pyar pe mere yaar

jaan nisaar hai jaan nisaar

tere pyar pe mere yaar

jaan nisaar hai oho oho

Explore this song