Roman script

jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan

sune hai najaare dil tujhko pukaare

jaan-e-jaan jaan-e-jaan

bin tere kya jina

sune hai najaare dil tujhko pukaare

meri to khushi teri hai ye jindagi teri

jaan-e-jaan jaan-e-jaan

bin tere kya jina

aisi kaise honge pure

mere sapne adhure sathiyaan sathiyaan

jaan bhi de dun tujhe

tere liye jina mujhe o priya o priya

tanha akele kahin main naa tujhe jaane dunga

priytma priytma, kasme nibhaunga main

tujhpe lutaunga main do jahan do jahan

na koi adchan hai na hai koi bhi ab mushkil

keh rahi hai ye raahe najdik hai meri manjil

duniya se na haarenge kismat ko swarenge

jaan-e-jaan jaan-e-jaan

bin tere kya jina

sune hai najaare dil tujhko pukaare

meri to khushi teri hai ye jindagi teri

jaan-e-jaan jaan-e-jaan

bin tere kya jina

sadiyo purani hai ye apni kahani hai ye

dilruba dilruba, geeto ki jabani hai

saanso ki rawani hai tu o jiya o jiya

nagme main lutata rahun

tere liye gaata rahu umar bhar umar bhar

waade kabhi todu na main

sang tera chodun na main humsafar humsafar

leke tere sab aansu

tujhko sanam hansi de dun

bharke apni baanho me

main dard tere sab le lun

tu meri khudaayi hai

nas nas me samayi hai

jaan-e-jaan jaan-e-jaan

bin tere kya jina

sune hai najaare dil tujhko pukaare

meri to khushi teri hai ye jindagi teri

jaan-e-jaan jaan-e-jaan

bin tere kya jina

Explore this song