Roman script

jaan de kar laj rakhna hai

wafa ke name ki 

shin lo ye zindagi 

ab ye rahi kis kam ki 

mujhse najar modh li

mujhse najar modh li

mujh ko daga de gaye 

meri mohbbat ka tum khub silaya de gaye 

mujhse najar modh li

mujhse najar modh li

sar pe judayi ki raat 

dar pe gamo ki barat 

sar pe judayi ki raat 

dar pe gamo ki barat 

khun ki mihndi lagayi 

ho gaye rangin hath  

khun ki mihndi lagayi 

ho gaye rangin hath   

ishq ne manga tha kya 

ishq ne manga tha kya 

ishq ko kya de geya 

meri mohbbat ka tum khub silaya de gaye 

mujhse najar modh li

mujhse najar modh li

aaa aah bhi bekar hai 

sabar bhi dushwar hai

moot ka intjar hai

moot se ab pyar hai

tumne kiya kyu sitam

tumne kiya kyu sitam

kyu ye saja de gaye

meri mohbbat ka tum khub silaya de gaye 

mujhse najar modh li

mujhse najar modh li

Explore this song