Roman script

jaan aur dil dono hai haazir jo bhi chaahe lijiye, lijiye 
mujhko bhi apni tarah jajbaat se bhar dijiye 

aarjo ki sez par mahaki hui julfo ki raat 

aap hi se kah rahi hai aap hi se dil ki baat 
dil se dil ke jo bhi hai vo faasle kam kijiye 
jaan aur dil dono hai haazir jo bhi chaahe lijiye, lijiye 
aap ke hi vaaste hai mere gaalo ke gulaab

mere hontho ka tabssum meri aankho ki sharaab 
panv bahke hosh bhi ud jaaye itni pijiye
jaan aur dil dono hai haazir jo bhi chaahe lijiye, lijiye 
mujhko bhi apni tarah jajbaat se bhar dijiye 
jaan aur dil dono hai haazir jo bhi chaahe lijiye, lijiye

Song details

Song video

Watch on YouTube