Roman script

koi ye kah raha hai aaj hamse 

na har manana kisi sitam se 

har ek bandhan aaj tod do tum 

chhuda lo apna hanth aaj hamse 

jago jara jago jara savera ho gaya 

jago jara jago jara savera ho gaya 

sadiyo purani hai jo ye kahani 

tumhe ise hai badalna 

todo janjire badlo takdire 

chhodo majburiya 

kyun ye bebasi hai kyun ye bekasi hai 

tumhe ab hai sabhalna 

jo bhi dil mein ho jo bhi dil mein ho bolo 

yun na raho bejuban 

jago jara jago jara savera ho gaya 

jago jara jago jara savera ho gaya 

purani sab rite na tumse kabhi jite 

loute na jamana phir kal ka 

naye jo raste hai tumhare vaste hai 

tumhari hai manjile 

duniyan sari tumhari hai tumhari 

tumhi duniyan ke ho malkhan 

jamino ke najare palak ke sitare 

suno suno kaya kahe 

jago jara jago jara savera ho gaya 

jago jara jago jara savera ho gaya

Explore this song