Roman script

jaago narsimha jago re

teri raah chale sare matwale

jai jai ki gunje lalkare

hum lugni bandh ke yahi pukare

varsha ho khushiyo ki navrit murty har taro ki

aise khile sada apni muskaane o saiya

chhama chham barse re khushiya

dama dam goonj rahi khushiya

ghama gham khushbu si khole

sana san saanson mein khushiya

badi der se badla hai ye dil ka mausam

chali taza hawae hole hole madham

kaliyo ki tarah se khila ab hai harik man

ummeed mile ek jyot jali aashao ki

waisa hi kal ho jaisa aaj

dekho na rab ne ye bola

uski meher se dharti ye

khushiyo ko jhulati hai jhula

waisa hi kal ho jaisa aaj

dekho na rab ne ye bola

uski meher se dharti ye

khushiyo ka jhulati hai jhula

khushiyo ka jhulati hai jhula

khushiyo ka jhulati hai jhula

koi sawaal ye puchhe kaun hai tera saathi re

to jawaab ye dena janme hum ek hi maati se

saare khush ho ye ichha hai

saaro ki khushi ho meri khushi

hame naaz ho apno pe ae

ye jashn hamari taqat ka ban jaye

hum sukh dukh mein ik duje ke kaam aaye

hum ik duje ki dhadkan mein bas jaye

sab se pehle ik insaan ho chal ban jaye

hai haisa haisa haisa hai hai haisa haisa

hai hai haisa haisa haisa haisa haisa ae

waisa hi kal ho jaisa aaj dekho na rab ne ye bola

uski meher se dharti ye khushiyo ko jhulati hai jhula

waisa hi kal ho jaisa aaj dekho na rab ne ye bola

uski meher se dharti ye khushiyo ka jhulati hai jhula

khushiyo ka jhulati hai jhula

khushiyo ka jhulati hai jhula

Explore this song