Roman script

jaage hai ab saare log tere dekh watan

gunje hai naaro se ab ye zami aur ye gagan

kal tak mai tanhaa thaa sune the sab raste

kal tak mai tanhaa thaa par 

ab hai saath mere laakho dilo ki dhadakan

dekh watan

aazaadi paayege aazaadi laayege

aazaadi chhaayegi

aazaadi aayegi aayegi

jaage hai ab saare log tere dekh watan

gunje hai naaro se ab ye zami aur ye gagan

kal tak mai tanhaa thaa sune the sab raste

kal tak mai tanhaa thaa par 

ab hai saath mere laakho dilo ki dhadakan

dekh watan

ham chaahe aazaadi

ham maange aazaadi

aazaadi chhaayegi

aazaadi aayegi aayegi

Explore this song