Roman script

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

pyar ka ye chhane laga

mujhko nasha, mujhko nasha

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

pyar ka ye chhane laga

mujhpe nasha, mujhpe nasha

jaadu sa chal gaya

kitani suni suni thi dil ki galiya

bas kaante the nahin thi kaliya

kitani suni suni thi dil ki galiya

bas kaante the nahin thi kaliya

mere sanam meri kasam

pass aao na

baitho yaha jaane bhi do

sharmaao na

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

pyar ka ye chhane laga

mujhpe nasha, mujhpe nasha

jaadu sa chal gaya

kal tak jo lagta tha mujhko ek sapna

banke jeevan mein aaya wo mere apna

kal tak jo lagta tha mujhko ek sapna

banke jeevan mein aaya wo mere apna

ye jo hua hona hi tha ek din yaha

mera jahan mujhko pata basna hi tha

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

pyar ka ye chhane laga

mujhko nasha, mujhko nasha

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

jaadu sa chal gaya, dil se dil mil gaya

pyar ka ye chhane laga

mujhpe nasha, mujhpe nasha

jaadu sa chal gaya

Explore this song