Roman script

kaisa jadu kiya

dil bekaabu kiya

sapno mein dil liya

aisa kya keh diya

har kali ki mehek

rang kaliyan dhanak

sab tujhpe fida

ab na hona juda

jaan-e-janaa

main tumko saanso mein

basa ke palko mein

daricho se jhanku main

jee bhar ke

main tumko saanso mein

basa ke palko mein

daricho se jhanku main

jee bhar ke

aas ho tum meri

ya ho mujhse juda

meri har ek nazar

tumko degi sadaa

har kali ki mehek

rang kaliya dhanak

sab tujhpe fida

ab na hona juda

jaan-e-janaa

mere dil mein kya hai

batau main kaise

bitaaye hai kaise din

gin gin ke

mere dil mein kya hai

batau main kaise

bitaaye hai kaise din

gin gin ke

dhadkano ki kaisa

tumse leke main ghum

pyaar tumse karu

tumko apna kahun

har kali ki mehek

rang kaliya dhanak

sab tujhpe fida

ab na hona juda

jaan-e-janaa

kaisa jadu kiya

dil bekaabu kiya

sapno mein dil liya

aisa kya keh diya

har kali ki mehek

rang kaliyan dhanak

sab tujhpe fida

ab na hona juda

jaan-e-janaa

Explore this song