Roman script

ja ke pardesh piya ja ke pardesh piya

bhul na jana ho bhul na jana

dekho bhul na jana 

bhul na jana ho bhul na jana 

dekho bhul na jana 

armano bhare piya ko mere piya 

armano bhare piya ko mere piya 

dekho na mitana ho dekho na mitana ho 

bhul na jana ja ke pardesh piya 

bhul na jana ho bhul na jana 

dekho bhul na jana 

shayad na rahe fir ye mera hushan jawani 

is liye de jao is liye de jao 

mahobbat ki nishani 

is liye de jao mahobbat ki nishani 

mushkil hai bachapan ki prit nibhana ho 

prit nibhana dekho bhul na jana 

ja ke pardesh piya 

bhul na jana ho bhul na jana 

dekho bhul na jana 

hai ashk tere moti inko na baha rani 

inko na baha rani 

hai ashk tere moti inko na baha rani 

inko na baha rani 

jaldi hi main aaunga ye kaisi pareshani 

ye kaisi pareshani 

kar tu ye maharbani har lo pareshani 

kar tu ye maharbani har lo pareshani 

de jao de jao de jao 

apne rumal ki nishani rumal ki nishani 

kya karogi dekh kar nishani bahlaungi man 

han bahlaungi man mar bhi gayi to tere pas 

banaungi katar main banaungi katar 

gayega jamana teri ulfat ka fasana 

mahobbat ka tarana mahobbat ka tarana 

tum aake tum aake meri kurbat pe 

tum aake tum aake meri kurbat pe 

phul chadana ho phul chadana dekho bhul na jana

Explore this song