Roman script

ja ja ja mujhe na ab yaad aa
ja mujhe na ab yaad aa
o mujhe bhul jane de jane de
ja ja ja mujhe na ab yaad aa
ujda mahal ye virano ki tarah 
ujda mahal ye virano ki tarah 
isme phiru main diwano ki tarah
anjano ki tarah begano ki tarah
ja ja ja mujhe na ab yaad aa
o mujhe bhul jane de jane de
ja ja 
mere labo pe ye kahani kyu rahe
mere labo pe ye kahani kyu rahe
tu na rahi teri nishani kyu rahe
ye jawani kyu rahe zindgani kyu rahe
ja ja ja mujhe na ab yaad aa
o mujhe bhul jane de jane de
ja ja ja mujhe na ab yaad aa

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Rajesh Khanna, Hema Malini