Roman script

o lakadi jal koyala bhai koyala ho gai rakh 

main papan aisi jali kayla bhai na rakh 

ja chali ja chali ja o ghata 

more piya ka sandesha na suna na suna na suna 

ja chali ja chali ja o ghata 

tir laga hai gam ka aisa aar huaa na paar 

janam maran ka sathi hokar 

janam maran ka sathi hokar 

chhod gaya majdhar hay chhod gaya majdhar

koi batai na khata 

ja chali ja chali ja o ghata 

more piya ka sandesha na suna na suna na suna 

ja chali ja chali ja o ghata 

piya milan ka sapana dekha 

sapana tha dil ka hay sapana tha dil ka 

aankh khuli to ujad gaya tha khushiyon ka sansar

achhi mili ye saja 

ja chali ja chali ja o ghata

Explore this song