Roman script

ja sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intjar

mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga

ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga

ja magar mudke tu dekhle ek baar, mai karungi tera intjar

mai itni dur chala jaunga, tujhe yad bhi na aaunga

ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga

tumse hi thi meri jindagi, lekin ye kya hua

tum bin mai ji raha hu mai kaisa hu bewafa

ja sanam aayegi fir lautke ye bahar, mai karungi tera intjar

ha sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intzar

mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga

ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga

mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga

shayad kabhi kahi tumhe meri mile khabar

kar lena yaad bas mujhe mumkin ho ye agar

ja sanam tere sath meri jaan hai mere yaar

mai karungi tera intjar

ja sanam mujhko hai pyar pe aitbar, mai karungi tera intjar

mai itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga

ye baat hai or janam ki tujhe mai bhul na paunga

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song