Roman script

ja sajna tujhko bhula diya

ja sajna tujhko bhula diya

vada kiya hansane ka 

mujhko rula diya

ja sajna tujhko bhula diya

ja sajna tujhko bhula diya

tod ke sari kasmo ko 

tune daga diya

ja sajna tujhko bhula diya

ja ja sajna tujhko bhula diya

patthar hai tera dil dil nahi

is pyar ke tu kabil nahi

teri rago me behti jafa

tu kya karega mujhse wafa

mujhko diye hai tune wo ghum

bhulungi na main tere sitam

kya hai teri haqiqat 

ye tune bata diya

ja sajna tujhko bhula diya

ja sajna tujhko bhula diya

vada kiya hansane ka 

mujhko rula diya

ja sajna tujhko bhula diya

ja ja re sajna tujhko bhula diya

kaisi halat hai meri 

aa tujhe main batau

kya kahani hai meri 

aa tujhe main sunau

kaisi halat hai meri 

aa tujhe main batau

kya kahani hai meri 

aa tujhe main sunau

sabki najar me ye pyar tha

main raaste ki deewar tha

kisne yaha pe ki hai khata

kisko mili hai uski saza

sach kya hai ye jab janegi tu

meri wafa ko manegi tu

maine teri nafrat ko 

dil se laga liya

ja sajna tujhko bhula diya

ja ja re sajna tujhko bhula diya

vada kiya hansane ka  

mujhko

Explore this song