Roman script
ja re ja o beshram chanda kahin chhup ja, chhup ja, chhup ja do pyar karne walo ka, na dekh tamasha do pyar karne walo ka, na dekh tamasha ja re ja o beshram chanda kahin chhup ja, chhup ja, chhup ja do pyar karne walo ka, na dekh tamasha do pyar karne walo ka, na dekh tamasha ja re ja o beshram chanda kahin chhup ja, chhup ja, chhup ja mai dekh rahi hu, badal ki khidki ke pichhe khada hai tu mai dekh rahi hu, badal ki khidki ke piche khada hai tu mat jhank o mat jhank sharifo ke ghar me, badmash badmash kasam se bada hai tu munh gora, dil kala ja re ja o beshram chanda kahin chhup ja, chhup ja, chhup ja do pyar karne walo ka, na dekh tamasha do pyar karne walo ka, na dekh tamasha kya dekh raha hai kya dekh raha hai tu chhup ke natak, ye prem kahani ka kya tujhko laaj nahi aati kya tujhko laaj nahi aati ye to hai khel jawani ka tu hi gaya buddha ha ja re ja o beshram chanda kahin chhup ja, chhup ja, chhup ja do pyar karne walo ka, na dekh tamasha do pyar karne walo ka, na dekh tamasha hai dur gagan par tu lekin hai dur gagan par tu lekin lagta hai tere isharo se tu kaan lagaye baitha hai tu kaan lagaye baitha hai darwazo se diwaro se tu chor hai ya chandal ja re ja o beshram chanda kahin chhup ja, chhup ja, chhup ja do pyar karne walo ka, na dekh tamasha do pyar karne walo ka, na dekh tamasha do pyar karne walo ka, na dekh tamasha do pyar karne walo ka, na dekh tamasha
Song details
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Singer: Amit Kumar
- Film / album: Pyar Hua Chori Chori (1991)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Mithun Chakraborty
- Actor: Gautami
- Actor: Shafi Inamdaar
- Actor: Javed Khan
- Actor: Shikha Swaroop
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: K Bapaiah
- Actor: Satish Kaul
- Actor: Shobha Khote
- Actor: Viju Khote
- Actor: Jr Mehmood
- Actor: Yunus Parvez
Song video
singer: Kavita Krishnamurthy, Amit Kumar