Roman script

ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar 

ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar 

kya milega tumhe mera dil todkar 

kya milega tumhe mera dil todkar 

ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar 

mujhko tanhai ki raah par chhodkar 

mujhko tanhai ki raah par chhodkar 

ja rahe ho kaha mera dil todkar 

ja rahe ho kaha mera dil todkar 

mujhko tanhai ki raah par chhodkar

pyar ka ye sila tha ya ye naam tha 

pyar ka ye sila tha ya ye naam tha 

apne aagaaj ka yahi anjaam tha

apne aagaaj ka yahi anjaam tha

aayi riswaaiya dil se dil jodkar

aayi riswaaiya dil se dil jodkar

ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar 

ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar 

koi mere siwa tumko bhataa na tha 

koi mere siwa tumko bhataa na tha

aur khyalo mein koi samata na tha

aur khyalo mein koi samata na tha

aaj kyu chal diye mujhse munh modkar

aaj kyu chal diye mujhse munh modkar

mujhko tanhai ki raah par chhodkar

mujhko tanhai ki raah par chhodkar

josh ab na raha pyar ke naam ka 

josh ab na raha pyar ke naam ka 

na raha dil mein ab hausla kaam ka 

na raha dil mein ab hausla kaam ka 

rakh diya hai bharose ne dam todkar

rakh diya hai bharose ne dam todkar

ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar 

ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar 

jo the dil mein irade wo kya ho gaye 

jo the dil mein irade wo kya ho gaye 

the nibhane ke wade wo kya ho gaye

the nibhane ke wade wo kya ho gaye

dekho pachhtaoge dil kahi jodkar 

dekho pachhtaoge dil kahi jodkar 

mujhko tanhai ki raah par chhodkar

mujhko tanhai ki raah par chhodkar

Explore this song