Roman script

upar se mai sakht hu, andar se naram hu 

upar se mai sakht hu, andar se naram hu 

andar se thanda hu, upar se garam hu

ja jaldi bhag ja nahi baba nahi, bolta hu bhag ja nahi baba nahi

ja jaldi bhag ja nahi baba nahi, bolta hu bhag ja nahi baba nahi

sidha jail jayega koi bat nahi, badi mar khayega koi bat nahi

kya yad karega ja tujhe chhod diya

pahli bar maf kiya nahi baba nahi

ja jaldi bhag ja nahi baba nahi, bolta hu bhag ja nahi baba nahi

sidha jail jayega koi bat nahi, badi mar khayega koi bat nahi

tauba karle fir na aisa kam karega

tauba karle fir na aisa kam karega roz subah hamko slam karega

roz subah hamko slam karega

bat sun pasta patta das bis hai tere pas kya nahi baba nahi

ja jaldi bhag ja nahi baba nahi, bolta hu bhag ja nahi baba nahi

kya yad karega ja tujhe chhod diya

pahli bar maf kiya nahi baba nahi

ja jaldi bhag ja nahi baba nahi, bolta hu bhag ja nahi baba nahi

dande ka mujhe istemal aata hai

dande ka mujhe istemal aata hai tere bal bacho ka khyal aata hai

dande ka mujhe istemal aata hai

thane me jayega andar ho jayega bahar nahi aayega koi bat nahi 

ja jaldi bhag ja nahi baba nahi, bolta hu bhag ja nahi baba nahi

kya yad karega ja tujhe chhod diya

pahli bar maf kiya nahi baba nahi

ja jaldi bhag ja nahi baba nahi, bolta hu bhag ja nahi baba nahi

dekho gaur se dekho mistar natwarlal ko

dekho gaur se dekho mistar natwarlal ko ulta chor dante kotal ka

aaya gaya sau dafa

aaya gaya sau dafa kaise kotwali ka bhula tu rasta

are aaja re aaja nahi baba nahi bolta hu aaja nahi baba nahi

sidhi tarah aaja nahi baba nahi, badi mar khayega nahi baba nahi

nahi baba nahi, nahi baba nahi

Explore this song