Roman script

ja ja re chhaliya kanhiya ja ja re chhaliya 

kaisa jadu kiya man moh liya tune aisi bajai bansuri

ja ja re chhaliya kanhiya ja ja re chhaliya

vaha andhiyara gahari dhara vaha andhiyara gahari dhara 

aage badha na jaye badali gumadi jamuna umadi 

pita bahut ghabaraye pair chhuye or raah dikhaye  

pair chhuye or raah dikhaye kaisi hai ye jadugari 

ja ja re chhaliya kanhiya  ja ja re chhaliya 

kaisa jadu kiya man moh liya tune aisi bajai bansuri

ja ja re chhaliya kanhiya ja ja re chhaliya

chhin ke balak abi mani ne ab bhi marna chaha 

tabhi akashvani sun ke kans ghabraya 

net nagar ka khel na jane net nagar ka khel na jane 

dunia badi hai bawari ja ja re chhaliya kanhiya 

ja ja re chhaliya

jis din tune mati khai lila nai dikhai

jis din tune mati khai lila nai dikhai

mukh me tino lok dekh kar choki yashoda maiya

tera bachpan hai man bhawan tera bachpan hai man bhawan 

surat hai teri sawre ja ja re chhaliya kanhiya 

ja ja re chhaliya

kaal dhake naag gokul ke nar nari

naag nath bhi jal me kude lane ko karisan murari

apni bhagato ki raksha me apni bhagato ki raksha me 

deri kabhi bhi na kare 

ja ja re chhaliya kanhiya ja ja re chhaliya

atayachari kans ko jakar mohan ne lalkara

pap mitta kar is dharti ka parbhu ne bhar utara 

ja ja re chhaliya kanhiya ja ja re chhaliya

Explore this song