Roman script

ye kaise ho sakta hai 

na jane hua ye kaise 

teri laash pe khadha mai sochu

mai hu doshi jaise

mai tha kahan 

kisi ne jab teri izzat ko luta 

teri raksha na kar saka mai 

rakshabandhan toota 

mai kya na kar jata 

par mai kuchh kar na paya 

kitni jaldi chal di tu 

mai kitni der se aya 

ye bhul meri maaf tu karna

Explore this song